15 Febuary 2014

Hum Dono Ki Chahton Main Tha Kitna Tauzad.....
Main Us Sy Pyar Or Wo Mujh Sy Faraib Karta Raha........ ;-( ;-(













Kasoorwar wo nahi.. ham bhi kuch galat samjh baithe...
Wo mohabbat se baat karte the. .. ham mohabbat samjh baithe...

Ye mana ke log marte nahi judai me...
Magar jee bhi nahi pate tanhai me...

Mohabbat ke daman me khushboo hi nahi hoti. ..

Yaha aansoo baraste hai yaha gam bhi thaharta hai. ..

Ajab soorat-e-haal hoti ja rahi hai,
Raat ke baad raat hoti ja rahi hai..

Wo to ab bhi mukamal hai pathar ki tarah,
Reza reza to meri zaat hoti ja rahi hai..

Main to aaj bhi tanha hoon kal ki tarah,
Sari kainat to uske saath hoti ja rahi hai...!!!


Baand le haath pe seene pe saja le tum ko..

Jee main aata hai ke taweez bana le tum ko...




























Waqat sab kuch cheen leta hain
ye to ik muskrahat thi

jisay samjhty thy zindgi meri dharkano ka faraib tha
                                          Mujhy muskrana sikha k wo meri rooh tak ko rulaa gia




Kis say kahin k ik tery baghair
khaa gia dil ko dagh-e-tanhaai








 Ham wahan hain jahan say ham ko bhi
  kuch hamari khabr nai aati............
Hansty hoye chehron ko ghamon say azaad na samjho
Tabassum ki panahon mein hazaaron dard hoty hain




Comments

Popular Posts